Aajkal 1 New trend chal gaya hai ki state ke hisab se zone hone chahiye.
mere hisab se Indian Railway ko Indian Railway hi rahna chahiye na ki States Railway.
Ye baat sahi hai ki decision lete waqt partiality ki jati hai pet fir bhi isko statewise nahin distribute karna chahiye.