Haa....horrible hota hai.....bhot.....AC na chale to...
but kya mil jata hai tod fod kar ke....nuksan ke aalawa...
Agar railways damaged coach na change kare to kya hoga....uss par bhi hangama..
Jaha dekho waha railways hi soft target ban jati hai.....iss se hame hi nuksaan hai....ho halla karo but kya jarurat hai coaches todne ki....n LP ko gher liya...uski kya galati rahi hogi.....