sir iam talking about dedicated trains
jin train ka naam aapne bataya usme se kitni train daily hai ya phir kitne me gnwl quota hai...
aur bihar se gujrat jane wali train me seat milna namumkin hai...
rajasthan itna bada state hai pass through train nahi dedicated train chahiye...
aur...
more... obviously agar gkp se gujrat jana hai to rajastha hoke hi jaana padega , hawa me to train uda nahi sakte