| Entry#: | |
| HashTag: | |
| Member: | |
| Posting Date Range: | |
| Train: | |
| Station: | |
| Search Phrase: | |
RailMark Mode | Timeline UpdatesTrip UpdatesNews PostsPvt PostsAdmin PostsFollowed PostsChat RequestsBlog PostsPNR Posts | |||||||
| ||||||||
Post a Comment/Question/Picture/VideoPost a Comment/Question/Picture/Video Super Search Topics: **new Filters: | Rail News
New Trains
Site Announcements
Active MembersActive IRCTC Ticket Agents
Admin Blog LinksRail Websites by our Admins | ||||||||||||||||||||||||||||||
Blog Entry# 355144 Posted: Feb 22 2012 (8:52AM) 7 Responses Last Response: Feb 22 2012 (9:48AM) ek lambi awadhi ki anupasthithi ke paschaath BULBUL BRANDY phir prakat hua aur aaj aapke samne virazmaan hai. meri vyasthatha ka karan meri bee com ki pratham varshikeeya pareeksha thi jo ishwar ke kripanusar safalatapoorvak sampanna hui. is beech is site ke kai mahaan hasthiyon ka janamdin atahava vivaha varshiki ko badhaiyaan prasthuth kee gayee hai. in subh bhagyavaan mahapurushon ko BULBUL BRANDY ka saadar pranam aur shashtang namaskar. abh mai dainik roop se aap subhko nirmal aur madhur anand pradhan karne ke liye phir se ichhuk hoon .mere is punaraagaman ke shubh avasar per subh ke liye meri chotisi bhent: badi der se aayen hain pyaar ka toufa laaye hain apna lo ya thukra doa pyar ka toufa layen hain ohh welcome back..we all missed you at iri especially vivek sir... हम आशा करते हैं की इस बार आप रेल के बारे में ज्यादा और इतर बातों पे कम बोलेंगे ताकि इस साईट का मान बढे और स्वस्थ चर्चा का मार्ग प्रशस्त हो. Brandy jee,Main swaagat karta hoon. dhanyavvad Pp mahoday. main avashya prayatna karoonga ki rail ke baare mein hee apni charcha seemith rakhoon, chahe woh gadya ho ya padya. dhanyavaad anamak athithi mahaashay broadjee, aapne mujhe miss kiya sunkar main apne ko dhanya mahsoos kar raha hoon bee com pass hote hi , aap railways main bharti ho jayiye. Achha khasa aamdani ho jayegi aur desh ki seva bhi kehlayegi |