Kya baat hai railway time table pe dhyan kyo nahi de rahe hai ,yatriyo ko pareshan karne me maza aata hai ,rail bajat me to bade bade bhashan dete hai ye karva dunga vo karva dunga lekin kuch nahi hota ,mantri log ham janta ko bebkuf banate hai aur hamlog ban jate hai .....Railway se gujarish karna chahunga ki train ke time table pe dhyan diya jaay , mana ki train late hoti hai lekin mahino mahino se late chalte aa raha hai vo kitne sharm ki baat hai .vo bhi do char ghante nahi balki 30 se 40 ghante tak jo mantri janta ke liya kuch nahi kar paya vo koi mantri nahi balki yek chor hai ,,,,isliye hamlogo ki pareshani ko samajhte huye kripa karke is baat pe gaur karen ,,,,,,DHNYAVAD