29 min daulatpur me yeh kya kar diya bhai.
Jo log bol rahe the na ke train ka TT bahot odd hai is me slack dene ki zarorat hai but mai to kahta hu is train ka TT best hai easily train har station par before time chal sakti hai mai to kahta hu train ka 30min speed up bhi hosakta hai agar train extra halt aur unschedule halt na diya jaye to