Sbc nanded exp. Me ac coach me aag lag gayi. 26 yatri maut ke shikaar ho gaye. Suraksha ki taraf railway dheyan de. Aur sarkar ne 5-lakh dene ka aelaan kar diya. Aaj ke mahengayi ke daur me ek yatri ki maut ka harjana bahot kam hy. Jis tarha tezi se kiraya badha hy. Isi tarha harjana badhao... Non ac ke yatri ko 25-Lakh do. Ac ke ke yatri ki maut par 50-Lakh dena chahiye..