maine jammu tavi se jhansi ka resurvation kiya hai parantu uska ticket print computer ki skreen par display nahi hua tatha hamare bank account se bellance kat gaya hai hamara pnr bhi hame pata nahi chal paya krapya bataye ki kya karna hoga ki hamara ticket hame samay se mil jaye