Sahi baat hai main 5 may ko gorakhdham se new delhi jaraha thaa ac second class mein mera birth thaa basti se train khulne ke bad ek vendar khane ka order leraha tha veg thali 120 ka gonda mein khana deliver diya bola tha matar paneer ki sabzi dega khana jab open kiya to matar ke brabar 2 tukda pnaeer tha usmein main galat kiya mujhe yaad nahi raha warna khana treval khana se order karta