abhi meri last trip mein LKO to hardoi, janta Express ke just aage aage malgadi run karwa di, aur phir jo haal hua train ka kya kahna?
pahle Alam Nagar, Kakori, Malihabad, dilawarnagr, rahimabad, and so on sabhi stations par halt liya, finally karna mein overtake karaya gya uss malgadi ko.