Jab tak officer aur staff ki working nahi sudharegi prabhu rahe ya jaye isse koi fark nahi padne wala. Time ki demand hai ki railway manual work ko.kam karke mechanised and automatised working ki taraf jaye magar badhti aabadi aur berozgaari mens union ki dadagiri aisa hone nahi degi