Yeh ho sakta hai....kal counting hai Jharkhand mein.....extra force aaya hoga.... agree with u ho sakta hai...ya fir Bihar mein NRC CAA ko lekar jo hungama ho raha hai...uske liye bhi extra force kaal aaya hoga..... kal bihar baandh mein Bhagalpur mein kafi hungama hua tha.....