एलेप्पी ट्रेन के यात्रियों की नहीं हो रही जांचA 14-year-old boy from Malappuram, Kerala, died on Sunday morning at 11:30 AM due to the Nipah virus. The boy's relatives who came into contact with him are being monitored. People from this area of Kerala travel to Dhanbad on the Alleppey Express. However, no checks are being done on passengers...
more... from this train. The Nipah virus spreads through contact with infected bats, pigs, or body fluids. Once infected, it can spread to others. Initial symptoms include fever and fatigue. 75% of infected people die. Currently, there is no vaccine.
Kerala ke Malappuram mein Nipah virus ka ek case fir se mila hai. 10 July se beemar 14 saal ke ladke ki Sunday subah 11:30 baje maut ho gayi. Ladke ka funeral international protocol ke mutabik kiya ja raha hai. Uske contact mein aaye relatives ko niagarani mein rakha gaya hai....
more... Kerala ke is area se log Dhanbad aane wali Alleppey Express mein bhi travel karte hain. Par is train se aane walon ki filhaal administration ya railway kisi level pe check nahi kar raha hai. Nipah virus infected bats, suar, ya logon ke body se nikle liquid ke contact se failta hai. Ek baar infect hone par dusre logon mein bhi fail sakta hai. Doctors ke mutabik Nipah se infection ke shuruaati symptoms mein bukhar aur thakav ki shikayat hoti hai. Infected logon mein se 75% ki maut ho jati hai. Abhi tak koi vaccine nahi bana hai.