Summer Special Train: जोधपुर से अयोध्या के लिए आज से चलेगी स्पेशल ट्रेन, जानें टाइमिंगA weekly Jodhpur-Mau Summer Special train has been introduced to accommodate increased passenger traffic during the summer holidays. Train number 04823 will depart Jodhpur at 5:30 PM on Saturdays and arrive in Mau at 11:20 PM the following day. The return train, 04824, will leave Mau at 4:00 AM on June...
more... 24th and reach Jodhpur at 8:55 AM the next day. The last trip of this train will be on June 29th. The train will stop at Pipar Road, Gotan, Merta Road, Ren, Degana, Makrana, Kuchaman City, Nawan City, Phulera, Jaipur, Gandhinagar, Bandikui, Bharatpur, Mathura Junction, Hathras, Kasganj, Farrukhabad, Kannauj, Kanpur, Lucknow, Ayodhya, Shahganj, Khorasan Road, Azamgarh, and Muhammadbad stations. Additionally, the temporary extension of the Jodhpur-Jammu Tawi train to Bhagat Ki Kothi, Bhagat Ki Kothi-Dadar train to Jodhpur, and Jodhpur-Indore train to Bhagat Ki Kothi has been extended until September 30th.
Garmi ki chuttiyon mein yaatri suvidha ko dhyan mein rakhte hue shuru ki gayi Jodhpur-Mau Summer Special Weekly train, Shanivar ko Jodhpur se ravana hogi. Jodhpur DRM Pankaj Kumar Singh ke anusar trainon mein atirikt yaatri yaataayat ko dekhte hue Jodhpur-Mau-Jodhpur Summer Special Weekly train ka sanchalan shuru kiya gaya hai,...
more... jisse yaatriyon ko suvidha milegi. Gadi sankhya 04823 Jodhpur-Mau Summer Special Weekly train, Shanivar sham 5.30 baje Jodhpur se ravana hokar agle din raat 11.20 baje Mau pahuchegi. Wapsi mein gadi sankhya 04824 Mau-Jodhpur Summer Special Weekly train, Mau se 24 June ki subah 4 baje ravana hokar agle din subah 8.55 baje Jodhpur pahuchegi. Train ka teesra aur antim fera 29 June ko hoga. Aavaagaman mein train Pipar Road, Gotan, Merta Road, Ren, Degana, Makrana, Kuchaman City, Nawan City, Phulera, Jaipur, Gandhinagar, Bandikui, Bharatpur, Mathura Junction, Hathras, Kasganj, Farrukhabad, Kannauj, Kanpur, Lucknow, Ayodhya, Shahganj, Khorasan Road, Azamgarh aur Muhammadbad stations par thahraavegi. Railway ne Jodhpur-Jammutwi ka Bhagat ki Kothi tak, Bhagat ki Kothi-Dadar ka Jodhpur tak aur Jodhpur-Indore train ka Bhagat ki Kothi station tak asthayi vistar ki avdhi 30 September tak badhai hai.