Saamne waalon ko gyan dene ki kosish ki but uskeliye mai hi bura bana, mai khud "Anti NWR " bangaya. Toh unhe samjhane me koi faydaa nahi, aur agar aap bhi samajhna nahi chahthe then please lemme know, mai apna bahumulya samay yeha nasth nahi karunga. Phir dono milke bajate rehna taali.