AAJ KA PRASHNOTTAR
IRI ki is madhyakaleen adhiveshan may prashasak,sadasya aur athithi samooh ko BULBUL BRANDY ka adarneeya pranam aur shraddhapoorvak namaskar.
Mai angrez ke zamaane ki gaadi hoon aur mera angrezi naam bhi tha. Lekin shuru se aaj tak meri yaatra ki lambai theen baar ghati gayee. Main kaun hoon