Is hisab se to sabse pahle IR ko 1st ac class ko pure IR se bahar kar dena chahiye. Itne loss making class ki kya hi jarurat hai.
Lekin, yeh hoga nahi kyonki officer class / MP / MLA kis class mein travel karenge.
Agar 1st ac class nikal de to SL class mein fare increase kar ke to IR chala hi sakta hai.