ha to ho rha hai na. ek din me sab nahi hota hai. Election ka time tha. ek train mil gayi. chaliye man liya ek second k liye ki jaldibazi me mili.. but abto mil gayi hai.. koi solution niklega uska. pit ya sick jake humne banaya hai kya? railways ka kam hai vo janenge ki kaise karna hai. Maang krna bhar humare hath me hai aur humara adhikar hai. Humare sansad ji ne wada kiya hai ki delhi - howrah ki trains denge dedicated aur rajdhani k stop ka. aur ye bat public forum me hai. aapko agar kisi bat se samsya hai to shikayat ya apni appati darj karwa dijiye lekin sahi platform par yha nahi. ek din me sab nahi hota hai.. samay k sath sab behtar ho jayega.