matlab mera kehna hai ki koi bhi zone dusri zone ki train ko kuch nahi kar sakta? qk cstm asansole expres jo er ki hai usey to window band kar ke sidha yard me le ja kar khari kar detey hai jis ki waja se woh bahut gandi ho jati hai mujhey dar kahi is train ke sath bhi aisa na ho