desh ko adhunik banana hai, facility chahiye na to do paise phir kya dikkat hai. are private waalo, samvida waalo ki tankhwa kyon nahi badhate phir. log kahan se laaye paise. kaam karna hai to kro itne paiso mein nahi to job ke liye to line lagi padi hai. ye dhamki dete hain.