Delay hona jaye nahi delay hogai hai ET par 30min late thi abhi 49min late chal rahi hai.
Yeh ghat section hai abhi train 40kmph ki avg speed se chal rahi hai yaha train ko WAP-7 ki kami khal rahi hai agar p7 mainly ghat section me daudne ke liye jana jata hai woh easily yaha 65-75kmph ki avg speed maintain kar sakta tha jabje p4 40 hi kar pa raha hai ghat me