Bhaisaab, waise to mai patna ka nai hu......isliye patna ka department kya sochta hai iske baare me mai kuch nai bata sakta......lekin itna zaroor janta hu ki mostly rajendranagar se patna ki top trains hi chalti hai, chahe rajdhani ho sampoorna kranti ho, ya phir jo pehle garib-rath chalti thi wo hi........