are to ye kaun si lambi gaadi hai.......12 coach hi to hai........aur 4-5 singrauli se aakar jud jaate hain.......16-17 dabbo ki to train hai ye.......reason wahi hai ki rajendranagr patna ki premie trains ke liye bana hai.......aur ye to din k time local ban kar buxar-patna ke beech chalti hai