haa haath paiir todna abb zaroori ho gaya hai... aaye din hauge pipe kaat dete hai...pathrao karte hai bihta stn par..
derail hojati to pata ni kitne bekasoor logo ki jaan jati..... logo ko ye sab samajh ni aata... agar apne log ki kuch hua to tadpenge...n dusro ko kuch ho jaye to koi farak ni padta in logo ko.....