Kya hamlog agar kisi vajah se achanak se ghar jana pade to kya ham nahi ja sakte ,vajah ye hai tatkal ticket kitna bhi koshish kare book nahi ho pa raha hai one mint ke andar 250 ticket book ho jaata hai ,jo ki ham log inse banchit rah jate hai kya in sab ko dekhne vala koi hai ,ticket ka jo kalavajari ho rha hai uspe cantrol kiya ja sakta hai agar kiya ja sakta hai to kab ?????