tab to aapko pata hi hoga inke GS class ki kya halat hoti hai ham padhai karne wale students jinko advance me nahi pata hota hai ki kab exam hoga 15 di pehle se notice aata hai ki itne itne date ko hoga aur is summer session me ham bhed bakri ki tarah in traino me jaye jo already bheed aati hai koi to dusra train hai hi nahi hamare liye to jaye kaise ? kai baar to SL ke fare jitna bhi nahi rehta ghar lautne ke liye tab kya karen ? sari trains to UP Bihar ko de diye Jansadharan, ek hame mil rahi hai Jansadharan to aap log bhi halla macha rahe hain.