Kya karoge shrimaan, Jaisi Praja hogi Saasak bhi waisa hi hoga. Agar praja ko Halt Milne se khusi hoti hai to Saasak bhi halt hi mangega, raaj dharma yehi sikhata hai. Sasaram k logo ne halt ki demand ki, MP ne dilwa diya. As a MP jo unka farj tha unhone wo nibhaya. Ab janta ne halt ka demand galat kiya ya sahi isper comment karne ki meri aukaad nahi.