Electrification ka to kab ka kaam start ho gaya hai... lakin doubling ka abhi nhi shuru hua.... lakin NR ke LKO div. map me show kiya hai... doubling ka, aur is baar budget bhi allotment hua hai.. last year survey hua tha bas..mtlb kaam jaldi hi shuru ho jaega.. PBH station ke aaspaas yard me isko lekar kaam chal rha hai.