NANDGAON walo par sarasar anyay ho raha hai. Hamein janbujh kar nazar andaz kiya ja raha hai, Train No.11071-72(Kamayani Exp.), 12105-06(Vidarbh Exp) aur ab 11025-26 (Pune-Bhusaval) Trains ke liya Rail Prashasan ke darwaje Khatkhatane ka waqt aa gaya hai, rail prashasan ko Kaunsi Bhasha samaj me aati hai ye samajna Mushkil ho raha hai.