jab main is train se yatra kar raha tha tab isko gaziabad me rokkar
rewa exp,lal quil exp,paryagraj exp,unchahr exp,farakka exp,aur naa jane kitni train ko paar karaya gaya tha side me rakhkar ,gadi gziabad me 80 min khadi rahi aur malgadi ko bhi par karaya par isko nahi,jab koi train nahi bacha to isko khola gaya.... hai re ranchi ke log....jharkhand me paida lena railway ke like abhisap hai...