haan toh mere bhai aap kya bol rahe the information about backward santhal pragana divisions under which backward tiny district deoghar comes.aab main apko bata dun deoghar ka koi apna history nahi hai pura santhal pragana ka history BHAGALPUR-MUNGER region se connected hai aur baki india ke log ANGA region se jante hain jiska capital BHAGALPUR tha.first i will talk in terms of railway BGP ER ka keval third A1 category station hai HWH aur SDAH ke baad.ASIA ka pehla rail workshop Jamalpur(munger city ) me hai.sath hi sath yahan par DLS JMP bhi hai.yadi baat karun Bhagalpur AUR Munger divisions ka to Barauni,begusarai,khagaria,lakhisarai,jamui,seikhp ura,banka etc place yahi dono area me padta hai.aapkla backward santhal pragana division bhi pahle bhagalpur dist me hi aata ta tha.aur yeh bhai tum NNA ka rag chor do apne region pe dhayan kendrit karo.