Wap 7 Chala ke yeh Unko Maarenge jo Diesel Loco se Nahi Marrte, Track ki haalat to photo mein dikh rahi hai, Inke Kaarnaamo se to saara desh bhara hua hai, ek majboori hi hai, jo Sabhko train ki aur kheech leti hai, agar sabh ke pass Bus ka kiraya hota toh Inn ki shakal kaun dekhta. Electrification karke section ko kya fayda, Jaise aapne kaha interlocking toh laa Jawab hai inki, naa jaane kabh rail ministry inn kaam choro ko sudhaaregi, Jabh bhi Railway ko Private karne ki baat aati hai toh Majdoor Union aakar khadi ho jati hai, main puchta hoon abh kahan hai, sabhke hamdard, kyun jo 40 lok mre hain woh insaan nahi theyy kya.