Arre firse hawa main baat kar rahe ho, jyada faida hoga ya bohot faida hoga mujhe yeh sab nhi janna , tum bas mujhe yeh batao ki kaisa faida hoga???
Agar is baar v kuch ulta sidha jawab diya to main yeh maan lunga ki tumhare pas jawab Dene jaisa kuch nhi hai