Agar aisa hai to unko apply hi nahi karna chahiye . Koi jabardasti thode hai . Join karke kyu khud par railway par julm kar rahe hain.
Imagine karo kya hoga jab koi phd kiya gangman beman se tracks ko inspect kar raha hai aur galti se koi fault unreported rah gaya to ye sabke sath injustice hoga.
Physical exam to abhi bhi hota hai aur kafi strenous hota hai. Lekin logo ki psychological problem undetected reh jati hai