Philhal main v guess hi kar raha tha Ki ye sayad ex-GZB P4 Ho sakta h kyu Ki mainly aise logos GZB p4 Mein hi dekhne ko milte hain... Maine toh kabhi kisi aur P4 Mein aisa logo nahi dekha, toh socha Ki Gzb ka Ho sakta h... Jab tak pata nahi lagta Ki ye logo kya hai tab tak main v sure nahi hu Ki ye ex-GZB wappie h ya nahi..