AP Express Accident: मुरैना (नईदुनिया प्रतिनिधि)। नई दिल्ली-ग्वालियर रेलमार्ग पर बुधवार शाम बड़ा रेल हादसा होते-होते बचा। नई दिल्ली से आ रही आंध्र प्रदेश एक्सप्रेस (12724)...
तेलंगाना एक्सप्रेस को AP Exp लिख रहा है अबतक.
पूर्व रेलवे के महाप्रबंधक अरुण अरोड़ा ने रविवार को दुमका रेलवे स्टेशन का निरीक्षण किया। इस दौरान उन्होंने कहा कि गोड्डा-पीरपैंती रेलखंड यहां के लिए लाइफलाइन...
MDP HS ko shift karne se Dubey ji ke position ko dhakka kaise lagega aur Godda HS ke adjustment se Dubey ji ko dhakka kaise nahi lagega jab both trains Dubey ji ke hi constituency se hi hain..
MDP HS agar Dumka jayegi to Jarmundi aur Basukinath bhi Dubey ji ke hi constituency me cover karegi..
Godda HS ka TT adjustment dikkat wala dikh raha hai as both side se hi adjust karna hoga..
Slot...
more... sharing hai UP n Down dono side
12235/12236 ka fera bas JSME-MDP me kam hoga. Booking dekhiye.. MDP se kitni booking hoti hai aur JSME se kitni. Kuch farak nahi padne wala.
MDP ke pas 22459/22460 aur 22465/22466 both rahegi hi as dedicated service.
12235/12236 ko DUMK bhej Dene se Deoghar Jarmundi Basukinath ke pas bhi train ho jayegi Jo Dubey ji ka hi area hai..
12349/12350...
more... ki jitni booking hai usme max contribution BGP ka hi hai wo hi hata de rahe aap?
12349/50 ko reroute nahi karega IR na hi BGP wale karne denge.
Matlab MDP se panga nahi le sakte BGP se le sakte hain aapke hisab se? 😅
Banka se jabtak koi Digvijay Singh Dadda jaisa leader nahi hoga trains mushkil hai. Dubey ji ki kripa se ek AGTL wali mili hai aur ek JMP- DGHR DEMU mili hai bas
waise jab Digvijay Singh the to unko Banka ki janta ne harwa diya tha.. I remember
poora TT new bane aur base NR jaye tabhi possible hai ye..
NCR slot dega nahi iske liye..
BGP PUNE HS banakar chala le.. Pune ki train chahiye bhi BGP ko..
RSA karne se PM ka time nahi bachega aur rake ko bhejna aur lane ka time bhi add hoga. dedicated rake hi dena hoga
Banglore ke liye at least Anga hai aur Jasidih se bhi ek train hai. Chennai Eranakulam ya Trivendrum se jyada jaruri pahle Pune ki train hai BGP se..
waise ek train ASR ki bhi chahiye BGP ko
भारतीय रेल नए साल से लाल रैक के साथ दौड़ेगी सुपर एक्सप्रेस कवायद शुरू। नई रैक लगने से पैसेंजर को होगी सहूलियत बढ़ेगी ट्रेन की रफ्तार।...
पहले 14 जुलाई का बताए थे रिपोर्टर साहब बोले तो सावन से पहले फिर दुर्गापूजा से पहले का बताने लगे अब नए साल में बोल रहे हैं इसके बाद होली के पहले की तारीख देंगे 😆
धनबाद। राजस्व आमदनी के साथ-साथ लोडिंग में भी धनबाद रेल मंडल का पहिया सबसे तेज दौड़ रहा है। धनबाद डिवीजन ने भारतीय रेलवे के सभी कीर्तिमान...
bas DHN ko train nahi deni hai aur jo trains hain uska P.M. bhi bahar shift karwa dena hai. Legendary Black Diamond ka rake aisi halat me hai ki kya hi bataya jaye aur ye train 45-50yrs old hai shayad jyada hi hogi lekin LHB nahi mil raha aur Janhit Exp ko 5yrs hue honge start hue wo last 2-3yrs se LHB se cahl rahi hai.
अब अगर आप पटना से आने वाली गंगा दामोदर एक्सप्रेस में निश्चिंत होकर सोते रह गए तो सीधा टाटा पहुंच जाएंगे। वहीं धनबाद स्टेशन पर खड़े...
bakloli hai. BXR extension possible hai uska. with CC 2S GS wala rake jo free hoga Swarn Rekha Exp ka..
Patna Dhanbad ICE khali chalti hai coz day time travel me GS SL 3A 2A 1A ka CC use hota hai RSA with Ganga Damodar ki wajah se.
Ab GD ko LHB mil raha hai aur Swarn Rekha Exp bhi same rake se chalegi to obviously uska CC 2S GS wala rake free ho jayega.
Intercity Express jiska day time me travel hai usme CC 2S GS wala rake hi patronage de sakta due to less fare. Isi reason se 13242 ka patronage achha hai lekin 13241 me seats available rahti...
more... hai always.
Probably Swarn Rekha Exp wala rake jo abhi to chhota hai usko hi 14 coacher banakar BXR tak chalaya jayega jaisa mera Guess hai.
Completly filled?
Bhai Maine bahut travel kiya hua hai usme..
SL bharta nahi tha to 4 SL coach ko GS ki ticket ke sath travel tak allow Kiya gaya tha usme.
3A...
more... 2A 1A ki baat na hi Karen to better..
Not in every intercity train..
13242 bhi ICE hai achhi occupency hai. Usme nahi hai ye system..
Lekin 13241 ki occupency kam hai to usme same funda hai.
Patna Dhanbad ICE both ways me less occupency ke sath chalti hai